DUNIYA ME ABHI AAYA HI TO THA…
MUMMA NE LAURI GAKAR ABHI SULAYA HI TO THA..
PAPA NE ABHI UNGLI PAKADKAR CHALNA SIKHAYA HI TO THA..
DUNIYA ME ABHI AAYA HI TO THA…
TEACHER NE KAN PAKADHKAR ABHI PADHAYA HI TO THA..
VO DOSTO NE PICHHE SE AAKAR ABHI BACHAYA HI TO THA…
DUNIYA ME ABHI AAYA HI TO THA…
COLLAGE ME PAHLA LADAM BADHAYA HI TO THA..
DOSTO PAR NAAZ ABHI AAYA HI TO THA..
DUNIYA ME ABHI AAYA HI TO THA…
VO PATTHAR MUZSE ABHI TAKRAYA HI TO THA..
APNE AAP PAR KITNA TARAS ABHI AAYA HI TO THA..
DUNIYA ME ABHI AAYA HI TO THA…
ZINDGI NE HAME ABHI KUCH SIKHAYA HI TO THA..
TO LOGO SE DHOKHA BHI ABHI KHAYA HI TO THA..
DUNIYA ME ABHI AAYA HI TO THA…
JIN HATHO KO THAMKAR KAL TAK KUCH SAFAR TAY KIYE THE..
UN HATHO NE ABHI ANJAN BANAYA HI TO THA…
DUNIYA ME ABHI AAYA HI TO THA…
PAHLI BAAR KHUD KO ITNA TANHA PAYA HI TO THA..
MUZE ABHI KAFAN UDHAYA HI TO THA…
“MEIN” DUNIYA ME ABHI AAYA HI TO THA…......
FRIENDS ITS MY FIRST BLOG,,I HOPE U WILL LIKE MY CREATION...
सुन्दर रचना है इसके लिए बधाई,कोई जन्म से रचनाकार नहीं होता रचते रचते ही रचनाकार हो जाता है आशा है तुम सफल होवोगी.पुनर्बधायी.
ReplyDeletethank u uncleji... apaka aashirwad rahega to zarur
ReplyDeleteBeautiful visualization.. awesome... :)
ReplyDelete